Hindi Shayari.....Angare Sa jalta
N jaane kyon Apne Se
![]() |
N jaane kyon Apne Se
lagne Lage ho
tum mujhe bade khas
lagne Lage ho
Bistar se Chand Ko dekhna
bahut khubsurat hota Hai
per usi waqt mahbub ki yaad
ana dil pe bada zulum hota hai
Kaisa pyaar konsa yaar
Jo bhi mile usme
Khush rahiye shriman
Angare Sa jalta
Ishq Mera
Main tadapta
aawara Tera
Tere Ishq mein
Jalaunga duniya sari
Mera aakhri tumse
yah Vada Raha
ye waqt jo bitaa hai
tumhare bager
kasam se ye waqt
waqt na raha tumhare bager
Radhe...

Comments
Post a Comment