LOVE Poetry in Hindi

Aaj sath par kitne dur hai  



dekha tumehe pahli baar 

vahi jaha tha bich bazaar 

naina mile nnaino se

huiye dil bekaraar

mele jab ek sal ke bad 

kaise tune juda kiya 

jo tha tera itna kaash 

bita vo sal tha 

nahi kabhi bat hui na kabhi mulakkat hui 

aj paya to phir se pyaar ki barshat hui 

me bekara tthi vo 

bhi betab raha tha

jane ye pal ka hame 

kab se intzaar tha

bichda to sochha nhi tha mile ge kabhi 

mil kar jana ki kissmat hoti hai jahan me 

sath ho kar bhi dur hai 

jane kya kasoor hai

mil ke bhi mile nhi 

kesaa ye safar hai 

tu kahi hai me kahi 

mil kar kare sari yade puri 

khwab dekhe jo sach nhi ho sakre

to chal kahi khwbo me pure kare ham kahi 

safar suhana raha tere sath 

gam hai ki mazil 

tak na pohch paye 

Aaj sath par kitne dur hai

mil kar bhi kitne mazbbor hai  

Radhe... 

Previous Post Next Post