Shyam Rang ka kya Kahana
yah Rang jo ruh Mein base
Lag Jaaye to Koi Aur Rang na
bhaye priye
priyatam Sawan Ki bunde
Barsi Gagan se
Aasman Mein Badal gaihre
you Hue Shyam Rang Se
Rang Mein Na Bhaye Mohe Koi Rang
Ek Rang Laga Mohe
Shyam Sundar Hoye
Shyam Rang Se sewt Kitna dur hai
Shyam Rang Har Kisi ko jajata bahut hai
sewt rang Mein Daag Lag Jaave
Shyam Rang Daag Na Lage
Shyam hi Sundar Hai
Baki viran Lage
MorPankh bhi to Shyam
ke mugat biraje
Rang bhi Bhati Bhati Ke
Rang Se ranga hai ye Sansar
Main Rang Mein Doob jao
to Koi Na Thame bah meri
saat Rang Se banaa meghdhanush
Saat Sur Hai sangeet ke
Saat Ajoobe Is Jahan Mein
Shyam Rang Se Pyar bikher te
Rang Roop ke jaase mein
rahte hain yah Insan
shyam man mein bus Jaaye
phir koi Rang Na aaye kaam
Rang be rangi Duniya Mein
Rang badalne Laga Insan
Aaye Jaaye Jahan Mein
Pyar na saccha Paye
Pyar Saccha Paya Jo
Mil Na Paye Yaha
Mile Jise Pyar yaha
vo ese sanjona Paye
Imaan bhi Dol jata hai
aaj Koi Akshara Dekh kar
ye Yug Mein phir Kaise payen Ram ratan dhan
Rang kese hai yaha kon jane kesa jaha
rang bhare sansar me bhati bhati log yaha
Radhe...
0 Comments