Shisa
hamara rup dikhata
or yahi shisa tuta huva ho to
jakhm bhi deta
jab jakhm lagta he
pta nhi chalta
par jakhm itna gahara hota he ki
lahu bhi nhi rukta
shisa agar tut jaye to
use jodana munkin nhi hota
or vo achha bhi nhi lagta
tabhi to kahte he
ek bar dil tutne ke bad
koi or nhi bhata
kafi had tak ye sahi bhi he
kahte he na phla
pyaar bhulaye nhi bhulta
ya phir ham khud use
bhulna hi nhi chahate
insaan chahe to
kuch bhi kar sakta he
ye kese man le ke insaan
ye nhi kar sakta
haa nhi kar sakta kyu ki vo
apne dil ke hatho majbur hai
or us waqt.. dil dimag ko
kam nhi karne deta
kher dil ko tudvana
ek silasile jesa ban gaya ye
aj kal to aye din logo ke
brekup ho jate he
kher zindgi he soo jina padta he
sab ek tarah rakh ke
zindgi asi he rulati he asati he
par jina bhi yahi sikhati he
Radhe...
0 Comments