poetry in hindi
![]() |
main karta bhi kya
use duriya manjur thi
main kehta bhi kya
usne kasam di thi
aakhir vo chala gaya
main vahi khada raha
kehta bhi kya use
vo meri mohhbat thi
khyalo ke dago se
bandha tha vo sakhsh
mera hota bhi kya muje
vahi muje shaq tha
mera naa huva
aakhir kaar vo
vahi to mera shaq sahi tha
![]() |
main tumhe dekhta nhi
tumhe dikhata khwab
tum bas aa jaana sath mere
phir dekho kaise hote hai
khwab pure
mera ahesas tumhara huva
chloye haal bhi
mera naa raha
kahi duvao main maga tumhe
phir bhi yaar tu mera na huva
![]() |
vo jana chahata tha
to chala gaya
me ruka raha us
mod par
maine itzaar kiya
na aya vo moodkar
phir naa aya us mood par
bada fakr tha muje tuj par
apne rishte par
par dekhna aaj hame
kis mood par khada kar diya
Radhe...

.jpg)
.jpg)
Comments
Post a Comment