Short Poetry in Hindi

Kitabo se Raaze Wafa



Ek Kitab apni bhitar kitne 

Raj Chhupa Leti Hai 

Agar Kitab ko aap apni Raj ki batao to vo Hamesha mahfuj rakhti hai 

Jaane kitne log Apne Raj Kitab se Kaise Hoge 

kitab se Kahane ke bad 

yah tasalli rahti hai vo Raj 

Raj Hi Rahega 

apne bhitar Sambhal Leti Hain 

Koi bhi baat Kare aap kiTab Se To Bade Gaur se sunti hai 

kitabe Hamen Shikayat ka mauka Kabhi Nahin Deti

 Hamesha Hamari baten sunti Hain 

Kitabo jesa Sabse Achcha dost thuthne per Bhi Nahin Milta 

aapko Kabhi akelapan mehsoos Nahin hone deta 

Kitab Hamari sabse acchi aur Kareebi dost hoti hai 

jo Hamare secret Kisi Se share nahin karti

 Aisa Dost Kon nhi chahega 

vo Hamesha silent rahti hai 

                      Hame bolane ka mauka Deti Hai                       

 jab kitab bol Pade To

hame jine ka tarika shikha jati hai

                                                                                             Radhe...



Previous Post Next Post