Tere Bina
chahto ka tha samdar
tu he...
tere bina to ye hariyali...
bhi banjar he.....
chahne ki koi umar nhi hoti
besak par teri chah me ye umar biti ja rahi he...
kahte he ki chahat me
chand me...sanam dikhata....
par muje to na tu kabhi
chand me dikha na kisi or me...
phir bhi pta nhi kyu...
tu sath tha mere vo ahsas....
ajib sa tha...
par tu mere sath tha ..
ya nhi vo bhi nahi jana tha
jab ye bhrm se bahar aye
to jana
kya hai jinaa thoda
kathin raha par aa gaya
tere bin jinaa
zindgi sab ko jinaa
sikha sakti haito muje kyu nhi
bahot khush hu ab khud ko paa ke
Radhe...
0 Comments